Posts

Showing posts from September, 2015

Lakshay(goal) ko set kaise kare.

Image
Image Source Lakhshay (Goal) kaise banaye--  Dosto ek vichar lo, or us vichar ko apni zindagi bana do. Usi ke baare me socho, usi ke sapne dekho. us vichar ko jiyo. Or apne dimaag, maanspeshiyo (muscles), snaayvik (nervous) yaha tak ki apne puri body ko us vichar se bhar lo, baki ki saari yojnaye ek kinare kar do. Safal

Stress(tanaav) ko manage kaise kare

Image
Image source Dosto hum iss post me jaanege ki Tanaav (stress ) ko mange kaise kare. Aaaj humhari sabse badi samasya hai tanaav. Tanaav ke hone ke kai kaaran hai jaise- hamari family problems, job problems, study problems, hamare paas paiso ki kami ki wajah se, hamari kharab health ki wajah se hum stressed feel karte hai.Or aisa karke hum kuch kar bhi nahi sakte bas apna physically or mentaly nuksaan kar lete hai.

Time Management -- Part 2

Image
Image Source Dosto humne part 1 me jaana tha ki time management kya hai. Or iss post me hum jaanege ki Time ko manage kaise kare. Aapko karna bas itna hai ki jo points neeche diye gaye hai unko follow kare. Agar aapne part 1 nahi pada hai to yaha click kare. --> Khud ko anushashit kare (Self-discipline)