Posts

Showing posts from August, 2015

Time-Management Part-1

Image
Image Source TIME MANAGEMENT:- Time --> Dosto time wo cheez hai jo apne aap hi khatam ho jaata hai. Time wo cheez hai jise hum udhaar nahi le sakte hai or na hi de sakte hai. Dosto hum isko bank me deposit kar double bhi nahi kar sakte hai. Time ko churaya bhi nahi jaa sakta. Ye apni ek speed ke sath chalta jaata hai.To Dosto time ko hame

Self-hypnosis kaise kare

Image
Image Source Dosto Hypnosis...... jisko hindi me hum sammohan karna kehte hai iss kriya me aap,aap nahi hote hai aapka conscious mind band ho jaata hai. Bahut saare experts hai jo ye kaam karte hai par wo iske liye kuch fee bhi charge karte hai. Isko aap apne aap se bhi kar sakte ho usko hum Self-Hypnosis kehte hai. Self-hypnosis matlab Apne aap ko sammohit karna. Self-hypnosis hamari mind power ke liye bahut jaruri hai iski help se aap sab-kuch haasil kar sakte ho uske liye aapko ye post padni hai or waisa hi karna hai jaisa isme bataya gaya hai.  

Power of mind -- Part 3

Image
Image source   Dosto jaisa ki me pehle ki 2 post me keh chuka hu ki ye  post bahut hi interesting hai. Is post ko padne se pehle aap apne mind ko fresh kar lo kyoki agar aap isko jaldi me padege to aap us cheez ko miss kar denge jo aapke sapne pure karne me bas ye post padne tak hi dur hai kyoki isko padne ke baad aap apne sapno ki udaan bharne lagege.

Power of Mind --- Part 2

Image
Image Source Dosto jaisa ki mene pichli post me kaha tha ki ye  post bahut hi interesting hai. Is post ko padne se pehle aap apne mind ko fresh kar lo kyoki agar aap isko jaldi me padege to aap us cheez ko miss kar denge jo aapke sapne pure karne me bas ye post padne tak hi dur hai kyoki isko padne ke baad aap apne sapno ki udaan bharne lagege.   To Dosto last post me humne jaana ki hum success hone ke liye hard work, smart work karte hai. Ab hum jaanege hamari mind ki speciality (visheshtayen).

Power of Mind --- Part 1

Image
Image Source  Apni taaqat ko pehchaane: Dosto ye  post bahut hi interesting hai. Is post ko padne se pehle aap apne mind ko fresh kar lo kyoki agar aap isko jaldi me padege to aap us cheez ko miss kar denge jo aapke sapne pure karne me bas ye post padne tak hi dur hai kyoki isko padne ke baad aap apne sapno ki udaan bharne lagege.

Winners v/s Loosers And Discipline

Image
  Jeetne wale or haarne wale :- Dosto aapne apni life me success or unsuccess log dekhe hoge. Nahi dekhe hai!!! ek choti si hint me deta hu- Jiske paas aapse baat karne ke liye time hi time hai wo unsuccess log hai Or success log unke paas to time hi nahi hai aapke liye wo apne kaam me busy hote hai. Aaiye jaante hai unke baare me thoda or----

8 Steps to change your Attitude

Image
 Apna vyavhaar kaise badle                      1. Soch badle aur acchayi khoje. 2. Har kaam fauran karne ki aadat daale. 3. Ahsaan maanne ka najariya rakhe.

Change your life

Image
Image Source                                                      1- Apne aap ko kabhi bhi dusro se compare nahi karna. Kyoki aapko nahi pata ki unki zindagi me kya hona hai. 2. Un cheezo se dur rahe jinhe aap control nahi kar sakte, chahe wo nakratmak vichar ho ya    nakaratmak cheez ya phir nakaratmak log. Iski jagah aap apni energy ko sakaratmak vichar or

Safalta ke mantra

Image
Safalta ke Mantra:-      Dosto aaj me aapko aapki zindagi se judi wo choti-choti baato ke baare me baat karuga jinki help se aap apni life me success ki seediyo me or upar chad jaayege. Jo aap karte to daily hi hai zarurat hai to bas thode se change ki.To aaiye jaante hai unke baare me-

Skin ko sunder kaise banaye

Image
Skin ko sunder kaise banaye:- Dosto aaj hamari sabse badi khwahish hai ki hum bhi actor,actress ki tarah sunder or attractive dikhe, lekin phir sochte ye hai ki hum unki tarah nahi ban sakte hai kyonki wo to expensive beauty product use karte hai or itne hamare paas paise nahi hai. Lekin sacchai kuch or hi hai aap kuch baato

Meditation kaise kare

Image
Meditation kaise kare:- Meditaion karne ka matlab hota hai ki apne dimaag par focus karna or use shant karna.Shant karne se matlab hai ki hamare dimaag me ek minute me hazaro vichar aate hai unko shant karna or jis se hame aantarik (inner) shanti ka anubhav ho. Meditatio karne se hum seekhte hai ki kaise ek jagah concentrate kare.Is se hamari body ko bhi bahut benefit hai.